दिल की बात में आज हम उस शख्स से बात कर रहे हैं जिन्होंने इंजीनीयरींग को छोड़कर अपने हुनर ( blogging ) को Follow किया जिसकी बदोलत आज रोहित जी टॉप हिंदी bloggers की list में नंबर 1 पर हैं | यह मेरा सोभाग्य है की रोहित जी ने मेरे से बात करने के लिए अपना कीमती समय निकाला और मुझे इस लायक समझा इसके लिए मैं रोहित जी का दिल से शुक्रिया अदा करता हूँ | मेरे हिसाब से ऐसा कोई भी हिंदी blogger नही हैं जो रोहित जी को नही जानता हो और उनको follow नही करता हो | उनकी महानता का सबसे बड़ा कारण यह है की वे सबको खुद से ऊपर देखना चाहते हैं और वे सबको साथ लेकर चलते हैं | खैर इनके बारे में जितना लिखूं उतना कम है चलिए शुरू करते हैं दिल की बात - स्टार ब्लॉगर रोहित मेवाडा जी साथ
|
अगर आप blogging फिल्ड में नए है तो आपको पता होना चाहिए रोहित मेवाडा जी बारे में | आइये हम आपको रोहित जी से परिचित करवा देते हैं |
रोहित जी hindimehelp.com के founder & CEO हैं | ये भोपाल ( म.प्र. ) के रहने वाले हैं | इन्होने 22 वर्ष की उम्र में blogging स्टार्ट की थी और आज इनकी मेहनत आस्मां छु रही है |
अगर आप इनके बारे में और अधिक जानना चाहते हैं तो इनके blog hindimehelp.com पर एक बार जरुर विजिट करें |
दिल की बात में हमने रोहित जी कुछ दिलचस्प बातें पूछी जिनके जवाब रोहित जी ने बड़े ही सहज भाव से और interesting तरीके से दिए | आइये हम आपको उन बातो से रूबरू करवा देते हैं |
दिल की बात #1. हमने रोहित जी पूछा की क्या आपको कभी किसी से प्यार हुआ है? अगर हाँ तो कब व किससे और अब आपकी love story में क्या चल रहा है ?
जवाब - #1 रोहित जी ने कहा- "Muje Bhut se Pyaar huaa, par kisi se itna nahi huaa, ki me ek jo limit hoti hai koi insan acha lagna usse aage bade.. Khene ka matlab agar koi Girl kuch kar rahi hai wo kuch bhi ho sakta hai - Apne Balo me hath fera rahi hai, Galo me Dimple hai, Khi khila kar has rahi hai, kisi soche bache ke sath masti kar rahi hai, kisi ki help kar rahi hai, Specks phen rakhe hai.. aesi bhut si chije hai.. jo ek najar me dekhne par pasand aa jati hai.. to isko aap khe sakte hai ki muje uss second ya uss moment sirf us chij se pyar ho jata hai.. or ye normal hai ye hamara Human nature hai or muje lagta hai aesa sabke sath hota hoga.. Par mene apni koi GF nahi banai, q ki me agar kisi se pyar karuga, to wo sirf wo hogi, uske aalawa duniya ki sab Girls mere liye meri sisters ki trha hogi.. to me nahi chata.. koi meri life me abhi aa jaye fir koi or aaye to me usse ye naa bol pao ki Aapke aalawa pure World ki ladkiya meri Sister hai
"
दिल की बात #2. आपका idal person कोन है ? मतलब आप अपनी life में सबसे ज्यादा किसे follow करते हो ?
जवाब - #2. रोहित जी ने कहा- " Mere Idal Mere Papa ji hai, jinhone mere life ke bhut se bade lesson sikhaye hai.. or me manta hu aaj jaha bhi me hu wo sab unki hi bana se hu.. or ek or jinka me Die heart Fan hu wo hai Dr. A.P.J. Abdul Kalam Sir.. jinka me itna bada Fan hu aap soch bhi nahi sakte.. mene unke upar ek website bhi banai thi.. jo abhi kuch problem ki baja se down hai.. "
दिल की बात #3. जब आपको blogging के बारे में पता चला तो आपके मन में blogging को लेकर क्या सवाल आये और आपने उनको कैसे solve किया ?
जवाब - #3. रोहित जी ने कहा- " Blogging ka pata chala uss time me college me tha or uss time mera aesa koi irada nahi tha or naa mene itna socha tha ki isme career bhi bana sakta hu.. Uss time mere pass permonth 35k aa jate the. Par jab Engg complite hui uske baad muje sochna pada ki ab aagke kya karna hai or mene Blogging ko hi apna career select kiya. Meri Blogging kaise Start hui wo sab mene apni One Year Success Story me share kiya hai."
दिल की बात #4. आप hindimehelp को कहाँ पर देखना चाहते हैं ?
जवाब - #4. रोहित जी ने कहा- " Me HMH ko logo ke dilo me dekhna chata hu, me chata hu jitne bhi mere Firends mujse Blogging je jarire jude hai uske Dil me HMH ke liye ek special jagha ho.. or meri kosis rheti hai me har possible tarike se har ek blogger ki help karu or usko iss mukam tak phuchne me madad karu ki wo aapne aapko khud ek successful person khe sake.. jab aesa hoga to unke dil me apne aap HMH ke liye ek special jagha ban h jayegi.
"
दिल की बात #5. Support me India के CEO जुम्मेदीन खान जी के बारे में आपका क्या कहना है ?
जवाब - #5. रोहित जी ने कहा- " JDK mere sabhi bhaiyo ki trha ek bhai hai, jo Blogging me bhut hi badiya kar rahe hai or bhut log unko pasand bhi karte hai.. jo unka mhenat karne ka tarika hai ussi se ye pata chal jata hai ki blogging unka passion hai, or jo Banda apne Passion ka kaam karega to uska Success hona to conform hai. "
दिल की बात #6. अगर आज आपको blogging के बारे में नही पता होता तो आप क्या करते ?
जवाब - #6. रोहित जी ने कहा- " Agar me Blogging nahi karta, to itna to pakka hai me koi Job nahi karta.. Jab naa karne ka karan Paisa ya aesa wesa kuch nahi.. Wass Mere dil me phele se tha kuch bhi karna hai to aesa karna hai ki logo ko Dil me jane ke baad bhi bane rahe, or sayad issi Soch ke karan me HMH start kar paya. "
दिल की बात #7. आप अपने परिवार में सबसे ज्यादा प्यार किससे करते हैं ?
जवाब - #7. रोहित जी ने कहा- " Ye jo aapka sabal hai iska jabab dena mere liye Impossible hai, q ki me pyaar ke koi batwara nahi karta.. or me jis taime jisse pyaar kar raha hu pure dil se karta hu.. Or sabse main baat meri Family sirf mere ghar tak simit nahi hai.. me hamari Blogging community ko bhi ek pariwar ki trha leta hu. "
दिल की बात #8. आप हिंदी में हेल्प को अकेले ही मैनेज करते हैं या टीम बनाकर काम कर रहे हैं ?
जवाब - #8. रोहित जी ने कहा- " Haa, me HMH ko aakela manage karta hu.. Bich me mere kuch dosto se Paid post likhi thi, jisme ke unko paise deta tha.. par abhi me thoda me manage nahi kar pa raha tha to wo abhi band hai.. abhi me aakela hu..."
दिल की बात #9. अगर Google Adsense ने हिंदी भाषा को support करना बंद कर दिया तो आप क्या करोगे ?
जवाब - #9. रोहित जी ने कहा- " Ye ab Possible nahi hai, sabse phele to me aapko bata du.. or uska karan ye hai q ki Google abhi Hindi par bhut jada dhiyan de raha hai or bhut kuch hindi me wo kar bhi chuke hai.. Fir bhi agar wo Hindi Support karna band karta hai.. to sidhi si baad hai jo Adsense se earning hai wo band ho jayegi.. Isse fark to har Hindi Blogger ko padega or jo New hai wo blogging chor bhi dege..
Muje Sponsor Post, or Ads bhi milte hai.. or Affiliate se bhi achi khasi earning kar sakte hai.. to Adsense agar Ban ho bhi jata hai to thoda jhatka lagega.. par uske karan blogging chor du ye nahi ho sakta.. or me bhut jald kuch or tarike bhi try karne wala hu earning ke.. or jab me usme thoda success ho jaoga to wo me cash study ke sath sabhi se share bhi karuga.."
दिल की बात #10. Online Smart Dream के बारे में आपका क्या कहना है ? क्या यह blog success होगा ?
जवाब - #10. रोहित जी ने कहा- " OSD ko dekh kar or ispar jo content hai wo jis trha se share kiya hai usse me itna to dabe se khe sakta hu, ki ye Blog bhi bhut upar tak jayega.. wass mera aapko ye hi suggestion hai aap apna jo ye kaam hai usko regular rakhe or aese hi badiya se badi content share karte rhe.
Muje aapki Mobile call ki detail kaise nikale wali Post bhut pasand hai ..."
दिल की बात #11. आप अपने लिए कैसा life partner ढूँढना चाहोगे ...जो एक blogger हो ?
जवाब - #11. रोहित जी ने कहा- " Me Mera Life Partner aesa chata hu, Jiska Dil Pure or Soft ho.. jo meri trha kisi ka thoda bhi bura nahi soch sakta ho. Or haa Blogger ho na ho ispar mera koi jada jor nahi q ki ye sabki interest ki baat hai.. par haa me ye to jarur chahuga bhale Blogging naa kare par Blogging ke ware me Idea jarur ho.. taki jab wo muje dekhe or mere ware me jo sabke views hai wo dekhe to unko bhi ye khene me garv ho ki unka partner kitno ke dilo me wasa hai or wo kitni kismat wali hai jo wo Dil uske pass hai.."
दिल की बात #12. आखिर में हमने रोहित जी से पूछा की आप शादी कब कर रहे हो ?
जवाब - #12. रोहित जी ने कहा- " Ye jo Question hai wo aap Mujse puchne ke bajaye agar meri Family se puchege to aapko sayad iska jabab mil jaye.. Q ki mene Iss topic ko apni Family par hi chor diya hai.. wo jab jesa karna chahege usme meri Haa hogi .. "
◽ Top 20+ Motivational Inspirational Quotes in Hindi with Images
◽ Duniya ki Top 10 Most Popular Websites
◽ Internet se Paise kamane ke Top 10 Shandaar Trike
◽ Google Map me Ghar ka Address kaise dale
तो ये हमारी आज की पोस्ट दिल की बात - स्टार ब्लॉगर Rohit Mewada जी के साथ | बहुत बहुत धन्यवाद रोहित जी | मैंने इस पोस्ट को कुछ अलग अंदाज़ में लिखने की कोशिश की है आपको पोस्ट कैसी लगी हमे comment करके जरुर बताएं | अगर पोस्ट पसंद आई हो तो share करना ना भूलें |
नोट : हमारी इस पोस्ट को एक इंटरव्यू की तरह न देखा जाये | अभी मैं खुद को इस काबिल नही समझता की मैं टॉप bloggers का इंटरव्यू ले सकूँ | हमने इस सिरीज़ का नाम दिल की बात इसलिए रखा है क्योकी मेरे दिल में जो सवाल उठ रहे है उनका जवाब इस सिरीज़ के माध्यम से हम सब जानने की कोशिश करेंगे |

About Rohit Mewada
रोहित जी hindimehelp.com के founder & CEO हैं | ये भोपाल ( म.प्र. ) के रहने वाले हैं | इन्होने 22 वर्ष की उम्र में blogging स्टार्ट की थी और आज इनकी मेहनत आस्मां छु रही है |
![]() |
रोहित जी के instagram से |
अगर आप इनके बारे में और अधिक जानना चाहते हैं तो इनके blog hindimehelp.com पर एक बार जरुर विजिट करें |
दिल की बात - स्टार ब्लॉगर रोहित मेवाडा जी के साथ

Really Vikram I Impressed, me soch bhi nahi sakta tha really aapne bhut hi badiya or unique question kiye jinka jabab dene me muje maja bhi bhut aaya.. Or jo aapne in sabko share kiya hai uss tarike ki baja se to me aapka fan ho gaya..
ReplyDeleteReally brother ❤️ you have a creative mind.. Aap wass apne issi talent ko use karte rahe OSD bhut upar jat jayega ye me abhi khe raha hu..
Thanks brother jo aapne meri life se jude aese sabse kiye jo sayad mujse pyaar karte hai wo jab inko read karege to sayad mere liye unke dil me jo jagha hai wo thodi or bad jayegi..
Dil se Thanks Brother ❤️
kya kahu m.. aapka shikriya karne ke siva mere pass or koi words nhi hai.. thank you OSD ko itna pyar dene ke liye
Deletesuch kahu to m iss post ko published karne ke baad bahut jyada motivated hu.. again thanks Dil Ki Baat me aane ke liye
Bahut Achha
ReplyDeleteThank You Ravi ..Keep visiting
ReplyDeleteBahut hi mast hai!
ReplyDeleteThank you Mukesh ji .. aisi hi post aapko aur bhi padhne ko milengi
Deletehmm
ReplyDeleteHar koi chahata hai ki uski jindagi dusro ke liye ek success matra bane. Rohti ek aese insan hai jiske bare me jo janega wo inspire huye bina nahi rah sakega. Bahut achha interview hai. Aapko rohit ji se or bhi sawal karne chahiye the.
ReplyDeleteJDK Bro .. sahi kaha aapne rohit ji ke bare me jo bhi janega wo bina inspire huye nhi rah sakta. rohit ji ke time ki value ko dhyan me rakhte hue maine unse sirf 12 sawal kiye but next time m isse bhi badhiya karne ki koshish karunga.
ReplyDeleteMene bhi Rohit ji se bat ki fir impress hokr blogging start ki thans Rohit ji
ReplyDeletesach bhot hi acha interview tha nice post dil chhu gya yr
ReplyDeleteKafi interesting person hai Rohit ji. Inka interview leke apne achha kaam kiya OSD...Apki site bhi achhi hai. Thanks
ReplyDeleteVisit - Achhipost.com
Thanks.. Achhipost
ReplyDeleteaapka blog bhi kafi achha hai..good i like it
good post boss
ReplyDeleteVery good job.thanks for sharing.
ReplyDeleteअद्भुत ..मजा आ गया
ReplyDeletereally good job. Nic
ReplyDeletethank you priya
DeleteAapne Bahot hi achha Article Likha hai, HMH ke Founder Rohit ke Bare ...padke bahut accha laga ....thq
ReplyDeleteबहुत अच्छा इंटरव्यू लिखा है,
ReplyDeleteBahut Accha Interview Hai Rohit Mewada Ji Sath
ReplyDeleteबहुत अच्छा पोस्ट है भाई
ReplyDeleteNice post sir good interview
ReplyDeletegreat post
ReplyDeleteThese is a really great article, thank you for sharing and i would like to say that, please keep sharing your information for us.
ReplyDelete